Recent Posts

Tuesday, October 8, 2013

Santa or banta

Santa or banta ne samandar ke
kinarey ek
board dekha jispe likha tha-
Doobte ko bachane wale ko 500 ka
inaam..
Santa - me jump lagata hu, tu mujhe
bachana,
is tarah 500 rs. milenge, fifty fifty kar
lenge..
.
or ye kah kar santa kud gaya..
or banta khamoshi se dekhta raha
Santa chilla ke - abe Mujhe terna
nahi aata,
tu
mujhe bachata kyo nahi...
.
Banta - tune board ke niche jo likha
hai wo
nahi padha -
"LASH KO NIKALNE WALE KO 2000 ka
INAAM"

0 comments:

Post a Comment